MAYANK BHARDWAJ is a lyrics writer. he is love hip hop music. love to play with lyrics. he is like to d.j. mixing. he is also a photographar.
started his stuggle in 2009. worked on music producing softweres. learning music by internet. in 2008 he lesten a rap song "CHASKA" (honey singh) he love this song and interest in rap song so he make rap lyrics.
"mayank bhardwaj is from firozabad (u.p.) about his education he has done his graduation and doing post graduate diploma in computer programming.
Hamara desh hamara vatan Hindustaan meri jaan Hindustaan meri jaan Tha kon sa din kon sa mahina Jab hue the hum aazad suni hamne kahaniya Sahido ki kurbaniya Dikhane chale hindustaan ki takdeer Jawani ne dia apna seena cheer Chandra sekhar,bhagat sing jaise kai nojawan Hila k rakh di saltnat aangrezo ki juban Sabki juban pe ek hi nara inklaab zindaabad Gandi ji The insaan par bagwaan k samaan Chalta aaj bhi unke vicharo pe ye sansaar. 1947 me mili aazadi bharat azaad hua Jaise udta hua panchi Uski wo udaan uski wo uchaiya Kare parwat paar jaise ho hanso ki udaan Kaise bhul sakte hai hum wo pal,Uski pareshaniya unka wo dard. Unki khoon ki nadi aaj bhi mere nash nash mai hai bahti. Unke wo aansu unke wo tute sapne hamara banta hai farz hamara kam hai ye Kare aakhri ehsaan unpe Aakhri karam kyu na hum pura kar de Par badle me hamne unhe kya dia Videsi vastu apnayi or beparwaah hokar zindgi ko jia Kyu na aaj hum jhanda lahraye Or hat milakar fir hum gaye Kyu hum piche hate chalo aage badh ke hamla kare Bus aage bade kabhi na ruke Kabhi phir na ye sar jhuke Hindustaan meri jaan Hindustaan meri jaan Tere liye mai kurban Hindustaan meri jaan Rongte khade ho jate aaj bhi jab hum sun lete aazadi ki kahaniya Yad ati hai mujhe sunai deti unki chikhe Or sath mai deshbhakto ki kurbaniya Kaise bhul sakte hai kitne papad bele the kitne jurm sahe the Sochu mai kiske liye kya the wo bewakuf kya wo the sarphire Kyu wo saheed hue kya mile unhe esa karke Bus pyaar k liye kuch na badkar tha desh se Jaan de baithe jaise kuch na the unke lie Kya yahi inka raaz hai. Kya hum bhi esa kar sakte Kya hum bhi ese desh k liye jaan desh sakte Pata nahi mujhe lagta nahi mujhe Kyuki aapno me wo pyar hi nahi hai,vishwas nahi hai Dharm k naam pe sar kat te Apno ke hi khoon baha te Kaha gaya wo bhaichara hamari ektaa Kaise bhul sakte hai hum jaliyawala baag Aaj bhi jalta hai dil jab dekhe ye goliyo ke nishan Tuti hamari zameen alag hua apna pakistaan Or tum or chale desh ki barbaadi karne Namard hai sab kaise Hum bhul gaye Kyu wo saheed hue Accha hai wo na rahe dekh lete is desh ko to ro jate Wo lade jang in logo ke lie Jinhe he nahi is desh ki koi fikar Sarkaar nikali raaj karne Par kuch nahi inke bas mai Kuch na kare bus bhrast hue Paiso ke liye apna imaan nast kare To kya hum ab bhi chup rahe Hindustaan meri jaan Hindustaan meri jaan Tere lie mai kurban Hindustaan meri jaan Sare jaha se accha hindusaan hai hamara Aage badho sathiyo piche mat hato Aao badle is desh ki takdeer JAY HIND..........
ReplyDeleteBRING SERVICES AT YOUR DOORSTEP
REACH OUT SEVERAL SERVICE PROVIDERS IN UAE AT ONE CLICK karehop